Wednesday, 10 September 2014

Mere jindagi ka aalam kuch yun hai ,
tanha chalu tu wo sab kuch hai jo dil chahta hai,
sath chalu sabke to dil khud tanha rah jata hai ..

Hakikat jindagi ki kash ye dil samjh pata to hota na tanha kabhi ye na khud mai koi ummed jagata ...

Monday, 8 September 2014

Khush kismat wo nhi hote jo achcha naseeb leke aate hai ,

khush kismat wo hai jinke pass apna naseeb bnane ka moka hota hai ,

Nhi to dunia ki iss bhid mai har aadmi dusre ko rondta hai ...